andolan banam rajneeti

andolan banam rajneeti

Friday, June 29, 2012

pakistan sarkar ne sarabjeet ki rihayi ka sapna dikhkar use tod diya aur uske bad galat fahami ka bahana banakar kah diya ki nam me galatfahami ho gayi thi sarabjeet nhi balki surjeet singh ko riha kiya jayega ,asal me pakistan ke kattarpanthi sangthan sarabjeet ki rihayi ke khilaf hai ,in kattarpanthiyo ka kahna hai ki agar sarabjeet ki rihayi ki jati hai to ,bharat se kasab ko bhi riha kar dena chahiye,ye barabari kaha tak uchit hai kaha bekasur sarabjeet aur kaha hatyara kasab ,ye to sirf bahana bhar hai pakistan sarkar ka kyuki wo bhi ache se jante hai ki jitna surkhshit kasab bharat me hai utna aur kahi nhi isliye to jab bhi kisi atankwadi ko vip suvidhaye aur suraksha pradan ki jani hoti hai to use bharat bhej diya jata hai .

No comments:

Post a Comment