uttar pradesh ke vidhayako ne ek nayi mang samne rakhi hai ki wo bhi bahut mehnat karte hai , janta ki awaj ko sadan me uthate hai ,janta ke hito ka khyal rakhte hai isliye unhe bhi vidhansabha ki canteen me swadisht bhojan milna chahiye,ek vidhyak bole ki unhe khane me bs sabji daal roti chaval dahi bada kheer salad bas bas sirf yahi milta hai jabki desh ki sansad me shakahari aur mansahari dono prakar ka bhojan milta hai ,ab hame bhi har type ka swad chakhna hai ,ab ye vidhayak bhi kya kare muft me janta ki gadi kamayi me sab mil raha hai to bs khaye jao khaye jao aur satta ke gun gaye jao ,jis desh me kitne log hai jo bhukhe pet sote hai ,jinhe ek waqt ki roti naseeb nhi hai us desh ke vidhayak aisi mang rakh sakte hai kyuki sharam to inme hai nhi aur hamne atamsamman ko tak me rakhkar in sabki gulami karna sikh liya hai , jo log janta ke rahamo karam se satta ki seediya chadte hai aur uske paiso par aish karte hai wahi log aam adami ka khoon chus rahe hai aur us par bhi khud ko mehnati kahte sharam nhi aati.
andolan banam rajneeti
-
ek taraf bharat jaha vikas sheel desho ki shreni me aage badta ja raha hai , wahi dusri taraf ek kadvi sachayi ke rup me bharat me mahngayi...
-
pakistan sarkar ne sarabjeet ki rihayi ka sapna dikhkar use tod diya aur uske bad galat fahami ka bahana banakar kah diya ki nam me galatfa...
-
desh ka yojna aayog desh ke logo ko 32 rupaye me jeevan jeene ka hunar bata rahe the aur apne hi vibhag me do toilet ke banane me 35 lakhs ...
-
विश्वाश वो शक्ति है जो किसी बेजान चीज में भी जान फूंक सकती है ,एक रास्ते में पड़ा पत्थर भी जब दिल की श्रधा से और विश्वाश से पूजा जाता है तो...
-
इन्सान की ये फितरत होती है की जब कोई उसकी गलत बात का विरोध नही करता या फिर उसका सताया हुआ उसके किये का जवाब ख़ामोशी से देता है तो वो उसे उस...
-
कितना हसीं है जिंदगी का ये सफ़र ग़ालिब ............. खुदा ने मरना हराम कर दिया और लोगो ने जीना ............. मिर्जा ग़ालिब .
-
जिन्दगी में हमें कई बार परिवार से बाहर भी रिश्ते बनाने होते है जैसे की दोस्त और कुछ खास ,कुछ रिश्ते हमें बहुत प्यार देते है और जब हमसे अलग ...
-
एक उच्च पद पर आसीन व्यक्ति पैसे और ढेर सारा रूतबा हासिल किया हुआ वो इंसान होता है जो जितना ज्यादा प्रसिद्ध प्राप्त करता है ,उसकी जिम्मेदारि...
-
भारत की जनता इस समय त्रस्त है ,मंहगाई से भ्रस्टाचार से बेरोजगारी से और असुरक्षा से जहां देश की बागडोर ऐसे लोगो के हाथो में है जो अपने ही अह...
-
uttar pradesh ke vidhayako ne ek nayi mang samne rakhi hai ki wo bhi bahut mehnat karte hai , janta ki awaj ko sadan me uthate hai ,janta k...

No comments:
Post a Comment